Thursday 30 June 2022

Pyaar utna hi hai bas

Pyaar utna hi hai bas jatana nahi aata, 

Humko har chiz thik se batana nahi aata,

Aap kehti ho ki hum yaad nahi karte

Lekin jo dil aur dimaag me ho unhe bhulana nahi aata..