Agar yaad tumko na rahe apna janamdin,Check karte rahna yunhi
apne mobile ke inbox hardin,Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka
janamdin,Chahe woh ho mera akhiri din, Aapko zaroor mera yeh msg.milega,
Jispe likha hoga ”mubarak ho aapko aapka jamdin".
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din apko apne hathon se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din apko yahan bhej ker,
khud ko akela paya hoga. Happy Birthday
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai
Mubarak ho Aapko Naya Janam Din
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai...Happy Birthday
Dua hai ki kamyaabi k har shikhar pe aap hi ka naam hoga
aapke har kadam par duniya ka salaam hoga.
Himmat se mushkilo ka samana karana
hamaari dua hai ki waqt bhi ek din aapaka gulam hoga...
Ye din ye maheena ye tarikh jab jab aayi
hum ne kitane pyaar se janm din ki mahfil sajayi
har shama par naam likh diya dosti ka
is ki roshani me chand jaisy ter surat samai...Bday ki Badhayi
Apko ashirwad mile badon se, Sahyog mile chhoton se,
Khushiyan mile jag se, Pyar mile sab se, Daulat mile rab se,
Yahi dua hai DIL SE! HAPPY BIRTH DAY
No comments:
Post a Comment