Holi Shayari

Holi ka rang to kuch palo me dhul jayega
Dosti aur pyaar ka rang nahi dhul payega
Yahi toh aasli rang hain zindagi ke,
Jitna rangoge utna hi gehra hota jayega
Happy Holi To All My Friends

Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, 
Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,
Humne dil se yeh paigam bheja hai.



Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,
Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,
Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,
Holi Mubarak ho mere yaar!



Holi me jab tak huddang na ho
Bhabhi aur dewar ka sang na ho
Choti saali se chhina jhapti na no
Thodi si usse liptaa lipti na ho
Tab tak holi kya holi hain
Varnaa rang thiotholi hain
Happy Holi

Daal makhani ka swad laziz hota hai,
Kare dil jise yaad woh aziz hota hai,
Holi ke bahane jo kare ched-khaani,
Woh sabse bada bad-tamiz hota hai..

Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang, 
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang. 
Bolo sarararara....
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!



My Heartiest Feelings Are With You
As You Celebrate This Blessed Festival.
Have A Happy Holi,
May Your Heart Be Filled
With Happiness And Love.


Rang nahi thi umang nahi thi
Khushio ki koi bhang nahi thi,
Aisi thi taqdeer meri ki,
Holi ki hurdang nahi thi….

No comments:

Post a Comment