Wednesday, 10 August 2016

Mausam hai barish ka aur yad tumhari

Mausam hai barish ka aur yad tumhari aati hai,
Barish k har ek katre se aawaz tumhari aati hai,
Badal jab garajte hain dil ki dharkan badh jati hai,
Aur dil ki har ek dharkan se aawaz tumhari aati hai,
jab tez hawaein chalti hain to jaan humari jati hai,
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai.

No comments:

Post a Comment